You need to have the Flash Player installed and
a browser with JavaScript support.
Link to this video
Description
Hindi Lyrics:
Jiya le gayo ji mora saanvariya..
Laagi man mein lagan hui baavariya...
Pa ni ni ni re re re ma ma ma dha pa ma pa re....
Ni re re re ma ma ma dha dha dha sa ni dha ni pa..
O papeehe, o papeehe...
Tune papeehe nahi dekhe more sainya...
Dekhe to le-lega unki balaiyaan...
Ja re deewane, maar na taane,
Piya ki sun jaake baansuriya....
Saamne aaye to main aankhon mein chupa lu....
Thaamke bainya unhen dil mein bitha lu...
Shaam savere, saath ho mere.....
Gori ke sang jaise gaagariya....
Aaj kisi ne mujhe apna banaya....
Saath rahungi jaise piya ki main chaaya....
Thandi havaaon tum bhi to gaao....
Preet ki dekho baaje jhaanjhariya....